Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani
Haramipan ki badbu aa rahi hai tere baaton se ... ab toh paki ho gayi teri maut mere haathon se
Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
Abhe shamshaan ke hone waale mehmaan
Saala phateli chaddi pehenne waala meri gaddhi par behetkar noton ki gaddi ginne laga
Tere ghar mein calendar hai ... 97 gaur se dekh le, kyun ki 98 tu dekh nahin payega
Magarmach ke cheenkne se machchar marte hain ... mard nahin
Mard ka dil us hi ke paas hota hai ... jiski maa ke dhoodh mein dum hota hai
Chalo meri jaan ... chal kar lagayein pyar ki dukaan
Tere mooh mein ghee shakkar ki factory
Lohe se loha kut sakta hai ... loha mar nahin sakta
Main tera woh bura haal karoonga ... joh dimak lakdi ka aur chipkali makdi ka karti hai
Sar ka taj tedha ho ... toh rani, rani nahin kaani lagti hai
Chokri bani hai chedne ke liye ... chatri bani hai kholne ke liye ... chadar bani hai odhne ke liye
Begairat besharam bano, kisi se kabhi mat darro ... jab koi gaali de, jhi bharke hasso jhi bharke hasso
Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai ... teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
Loha ho ya faulad, ya ho pahadon ki aulad ... jamke phatke lagaonga ... yahan meri hukumat hai, tere chakke chudaonga
Main tujhe maaf nahin karoonga ... main tujhe aaisa saaf karoonga ... jaise hajaam do baar sabun lagake daari saaf karta hai
Zulm ko fanna karne ke liye maut se takra gaya hai ... tujhse loha lene ke liye, dekh yeh loha aa gaya hai
Tu woh mard ban gaya hai ... jiski aurat bachcha pehda karne ke liye padausi ke ghar mein jati hai
Mere peeche itne siyaasi haath hain ... jitne aapke sar pe baal bhi nahin honge
Jo apun ki baat maanta hai na, usse main Himalaya ke pahad ki choti par bhita deta hoon ... aur joh apun ki baat nahin maanta, usse hari mirch ki chutney par bhita deta hoon
Main Dhobi Ghat pe tooteli khaat pe lita lita kar maroonga
No comments:
Post a Comment