Border Hindustan Ka Dialogues | Bollywood Action Film
Mainu Delhi nahi le jana ... mera chitta singhasan yahin banana ... mera mooh dushman var rakhna jab mainu aag lagana ... humne nahi seekha dushman ko peeth dikhana ... mere shastra mere saath sulana ... amrit kande taar da mere mooh vich paana ... "Bole So Nihal" da nara lagana ... main markar bhi ladunga, mera bhog na paana
Kes, kach, kada, kirpan, kangha, Sikhon ka nishan ... dhoondte reh jaoge nakshe mein Pakistan
Dushmani aur nafrat se zameen par lakeerein kheenchi ja sakti hai ... dilon par nahi
Mazloomon ke liye dhaal hai hum, dushmanon ke liye kaal hai hum ... awaaz se duniya tharaye, woh Guru Gobind Singh ke lal hai hum
Soora so pehchaniye, joh lade deen ke heth ... purja purja kat mare, kabu na chhode khet
Khwaab kabhi na poora hoga dushman ke armaan ka ... dekhen kaise paar kare woh border Hindustan ka
No comments:
Post a comment